Roman script

allah allah allah
kah rahi hai ye jameen kah raha hai aasmaan
kah rahi hai ye jameen kah raha hai aasmaan
ruk nahi sakta kahin ye jindagi ka kaarwa 
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
kisliye ghabra raha hai dekhkar viraaniya 
tere dum se ban gayi hai saari duniya gulsita
hai jahaan tere liye 
hai jahaan tere liye tu hai ek kaapswa
ruk nahi sakta kahin ye jindagi ka kaarwa 
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
allah allah allah 
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
humne teri jindagi ki har khushi to cheen li 
hai wo insaan maut se jo jindagi ko cheen le 
jindagi ki raah me
jindagi ki raah me aayenge laakho imtahaan
ruk nahi sakta kahin ye jindagi ka kaarwa 
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
ghumte hai raah me gaadi ke pahiye jis tarah 
ghumte hai raah me gaadi ke pahiye jis tarah 
aadami ki jindagi bhi chal rahi hai is tarah 
chalti rahegi ye jameen chalta rahega aasmaan 
ruk nahi sakta kahin ye jindagi ka kaarwa 
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
chilchilaati dhup hai ya maut ka saamaan hai 
chilchilaati dhup hai ya maut ka saamaan hai 
pyas ki taqlif se ab thoda bhut jaana hai 
chal raha hai dil magar ye chal raha hai kaarwa
ruk nahi sakta kahin ye jindagi ka kaarwa 
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
jindagi ka kaarwa ye jindagi ka kaarwa
allah allah allah

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Mubarak Begum