Roman script

bahut mahino se thi kadki pas nahi tha 

paisa aaj mili ek

aaj mili ek motar wali pasa palta kaisa

kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

pahli kamai pocket me aayi

aaj sare yar sari rat aish karenge

pio gao jhumo gao mauj udao

kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

saical se car ladi haye pahli bar ladi

saical se car ladi haye pahli bar ladi

gairaz ka kam badha mehnat ka dam badha

so so ke not mile mere to bhag khule

mai malamal ho gaya tak takao tak takao

kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

pahli kamai pocket me aayi

aaj sare yar sari rat aish karenge

pio gao jhumo gao mauj udao

kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

tak takao tak takao pio khao jhumo gao mauj udao

kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

jhumo nacho pio khao jhumo gao mauj udao

hai ladki ko lut liya kya ucha kam kiya

hai ladki ko lut liya kya ucha kam kiya

aise jo hath lage daulat na sath rahe

mehnat ka nam liya dhokhe ka kam kiya

tak takao tak takao tak takao tak takao

jao nak katao nak katao nak katao 

kadki me ladki mili kismat ki khidki khuli

aisi kamai kya kam aayi kya aisi daulat ke sath

aish karenge tak takao tak takao

dhokha kya maine kiya saical ka dam liya

pahli kamai pocket me aayi

aaj sare yar sari rat aish karenge tak takao tak takao

jao nak katao nak katao nak katao tak takao tak takao

jao nak katao nak katao nak katao

Explore this song