Roman script

qadar jane na qadar jane na mora balam bedardi ji

mora balam bedardi qadar jane na ho qadar jane na

mora balam bedardi ji mora balam bedardi

qadar jane na ho qadar jane na

lakh jatan karoon bat na mane ji

bat na mane mera dard na jane

lakh jatan karoon bat na mane ji

bat na mane mera dard na jane

qadar jane na ho qadar jane na

mora balam bedardi ji mora balam bedardi

qadar jane na ho qadar jane na

main bhi hoon teri piya

dil bhi hai tera aa bhi ja

kar le bharosa mera kar le bharosa

main bhi hoon teri piya

dil bhi hai tera aa bhi ja

kar le bharosa mera kar le bharosa

qadar jane na ho qadar jane na

mora balam bedardi ji mora balam bedardi

qadar jane na ho qadar jane na

samajh na aye kaise piya ko manaoon main

keh de to cheer ke dil bhi dikhaoon main

samajh na aye kaise piya ko manaoon main

keh de to cheer ke dil bhi dikhaoon main

qadar jane na ho qadar jane na

mora balam bedardi ji mora balam bedardi

qadar jane na ho qadar jane na

Explore this song