Roman script

Kadam Kadam Tera pyaar

ham paate rahe sanam 

Kadam Kadam Tera pyaar

ham paate rahe sanam 

tu mera rahe main teri rahu

tu mera rahe main teri rahu

rahe sathi janam janam

Kadam Kadam Tera pyaar

ham paate rahe sanam 

lab pe tera naam ho 

aankho mein pyaar ho 

aankho mein pyaar ho 

khushbu teri dil mein ho 

saanso mein pyaar ho 

saanso mein pyaar ho 

duniya mein hai ye pyaar hi 

sabse bada dharam

Kadam Kadam Tera pyaar

ham paate rahe sanam 

Kadam Kadam Tera pyaar

ham paate rahe sanam 

chahe kahi tum raho 

aur ham rahe kahi

aur ham rahe kahi

honge juda ham nahi 

itna to hai yakin 

itna to hai yakin 

waada kiya hai dekhana 

tute na ye bharam

Kadam Kadam Tera pyaar

ham paate rahe sanam 

tu mera rahe main teri rahu

rahe sathi janam janam

Kadam Kadam Tera pyaar

ham paate rahe sanam

Explore this song