Roman script

kadam kadam par dhokha bhai

kadam kadam par dhokha bhai

sambhal ke paanv uthana

sambhal ke paanv uthana

kadam kadam par dhokha bhai

sambhal ke paanv uthana

sambhal ke paanv uthana

jab dukh ki kali ghadiyo mein

jab dukh ki kali ghadiyo mein

raat andheri aati hai

apni parchhai bhi apni

apni parchhai bhi apni

aankho se chhup jati hai hath chhuda kar

apna bhi ban jata hai begaana

sambhal ke paanv uthana

kadam kadam par dhokha bhai

dhokhe ka bajar hai duniya

dhokhe ka bajar hai duniya

tedhi medhi iski galiya

jagah jagah par jaal bichha hai 

jagah jagah par jaal bichha hai 

chalne wale bach ke chalana

chalne wale bach ke chalana

saaf rahe man tera

tu sidha rasta apnana

sambhal ke paanv uthana

kadam kadam par dhokha bhai

sambhal ke paanv uthana

sambhal ke paanv uthana

Explore this song