Roman script

kadake ki sardi hai bahar sajan

kadake ki sardi hai bahar sajan

kadake ki sardi hai bahar sajan

ha bistar na chhodo na chhodo sajan

laga kampne mera gora badan

laga kampne mera gora badan

ha bistar na chhodo na chhodo sajan

kadake ki sardi hai bahar sajan

piya tu patakha hai main phuljhadi

yahi to hai apne milan ki ghadi

piya tu patakha hai main phuljhadi

yahi to hai apne milan ki ghadi

baras jaau sawan ki banke jhadi

bujha jaao is dil ki bhadki agan

kadake ki sardi hai haye haye

kadake ki sardi hai bahar sajan

kadake ki sardi hai bahar sajan

ye sona ye chandi nahi chahiye

ye heere ye moti nahi chahiye

yeh sona yeh chandi nahi chahiye

yeh heere yeh moti nahi chahiye

yeh choli yeh chunri nahi chahiye

mujhe chahiye mera banka sajan

kadake ki sardi hai

kadake ki sardi hai bahar sajan

kadake ki sardi hai bahar sajan

ha bistar na chhodo na chhodo sajan

laga kampne mera gora badan

laga kampne mera gora badan

ha bistar na chhodo na chhodo sajan

kadake ki sardi hai bahar sajan

kadake ki sardi hai bahar sajan

Explore this song