Roman script

kabuliwala kabuliwala kabuliwala 

nanhi munni kyu kamlaya tera mukhda pyara

nanhi munni kyu kumlaya tera mukhda pyara

kya khoi hai gudiya teri ya kisi ne mara

ruth gaya kya tera bandar tut gaya kya hathi

ruth gaya kya tera bandar tut gaya kya hathi

ya fir tujhse bichad gaya tera koi sathi

kabuliwala ha ha kya wo dadhi mucho wala

abhi mila du tumko usse dekho khel nirala

chalo badlo ke par jaha chanda ke dwar

kabhi charkha chalaye budhi nani

chalo badlo ke par jaha chanda ke dwar

kabhi charkha chalaye budhi nani

jane sab ka wo hal use sabka hi khyal

badi sachi hai badi wo syani

tara ram tara ram usse puchenge hum kaha khoya hai kabuliwala

tara ram tara ram usse puchenge hum kaha khoya hai kabuliwala

pal pal chhin chhin udta jaye samay hawa ke pankh lagaye

pal pal chhin chhin udta jaye samay hawa ke pankh lagaye

chanda jhume dharti ghume har dam chakar chalta jaye

chanda jhume dharti ghume har dam chakar chalta jaye

pal pal chhin chhin udta jaye samay hawa ke pankh lagaye

kabuliwala aaya kabuliwala aaya kabuliwala aaya

Explore this song