Roman script

kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

yu hi zindagi ka karwaa chale 

kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

yu hi zindagi ka karwaa chale

o kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

l la l la l la 

ye zindagi hain khel ham khiladi

ye zindagi hain khel ham khiladi 

ya baaji kabhi jeeti kabhi haari 

ye baaji kabhi jeeti kabhi haari 

ye khel jo khilaaye, wo kyu najar na aaye

ye khel jo khilaaye, wo kyu najar na aaye 

ya kaun jaane aasma tale 

kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

yu hi zindagi ka karwaa chale 

o kabhi yaha chale kabhi vaha chale  

kiya kisi ko waada to nibhana 

kiya kisi ko waada to nibhana 

jo tute dil to fir bhi muskurana 

jo tute dil to fir bhi muskurana 

tu aasu bhi peeye ja, jo farj hain kiye ja 

tu aasu bhi peeye ja, jo farj hain kiye ja

chaahe hajar baar dil jale 

kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

yu hi zindagi ka karwaa chale 

kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

kabhi yaha chale kabhi vaha chale 

kabhi yaha chale kabhi vaha chale

Explore this song