Roman script

Kabhi yaadon mein aaun

Kabhi khwaabon mein aaun (x2)

Teri palkon ke saaye

Mein aakar jhilmilaun

Main wo khushboo nahin jo

Hawaa mein kho jaaun

Hawaa bhi chal rahi hai

Magar tu hi nahi hai

Fiza rangeen bani hai

Kahaani keh rahi hai

Mujhe jitna bhulaao

Main utna yaad aaun

Haa… jo tum na milte

Hota hi kya dhoondh laane ko (x2)

Jo tum na hote

Hota hi kya haar jaane ko

Meri amaanat ho tum

Meri mohabbat ho tum

Tumhe kaise main bhulaaun…

Tu aasmaan mera jahaan lage mujhe

Tu raaston ki manzilein lage mujhe

Tu hi meri chandni wo

Raaton ko jo halki si jale

Tu hi meri shaam-o-sehar

Jo mere sang chale

Hawaa bhi chal rahi hai

Magar tu hi nahi hai

Fiza rangeen bani hai

Kahaani keh rahi hai

Mujhe jitna bhulaao

Main utna yaad aaun

Kabhi yaadon mein aao

Kabhi khwaabon mein aao (x2)

Meri palkon ke saaye

mein aakar jhilmilao

Ooo…

Hmm…

Explore this song