Roman script

kabhi tu chhalia lagta hai, kabhi diwana lagta hai

kabhi anaadee lagta hai, kabhi awara lagta hai

kabhi tu chhalia lagta hai, kabhi diwana lagta hai

kabhi anaadee lagta hai, kabhi awara lagta hai

too jo achcha samjhe yeh tujhpe choda hai

tujhse yeh jivan bhar kaa maine naata joda hai

kabhi tu nuri lagati hai, kabhi tu juli lagti hai

kabhi tu chandni lagatee hai, kabhee tu paapin lagti hai

tu jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai

tujh se jivan bhar kaa ye naata joda hai

tere mere bich me divar na ho koyi

mai intekaam lunga dushman ho jo koyi

hai naya jamaana hathkadi lagengi

bhadkenge woh sholay toh duniya jalengi, duniya jalengi

kabhi tu jugnu lagata hai, kabhee tu jungli lagta hai

kabhee  funtush lgta hai, kabhee too azaad lagta hai

too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai

tujh se jivan bhar kaa ye nata joda hai

ek duje ke liye kurbaanee ham denge

ham toh paagal premee bandhan tod denge

nadiya kee pyaar hai pyaar kee manzil

maine pyaar kiya hai ,gaayenge yeh do dil 

gaayenge yeh do dil 

kabhee tu shabnam lagati hai, kabhi chingaari lagti hai

kabhee tu naagin lagati hai, kabhi tu jogan lagti hai

too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai

tujh se jivan bhar kaa ye bnaata joda hai

aayi milan ki bela gaaye dil tarana

dur gagan ki chhaw me banaye aashiyaana

hongi kal ki daastaan apna dostaana

hamse badhkar kaun hai, hamse hai zamaana 

hamse hai zamaana

kabhee tu leader lagata hai, kabhi tu loafer lagta hai

kabhee tu hero lagata hai, kabhi tu joker lagta hai

too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai

tujh se jivan bhar kaa ye naata joda hai

Explore this song