Roman script

kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah

mera wazud hai jalte huye makan ki tarah

main ek khwab sahi aapki amanat hu

main ek khwab sahi aapki amanat hu

mujhe sambhal ke rakhiyega jism-o-jaan ki tarah

mera wazud hai jalte huye makan ki tarah

kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah

kabhi to soch ke wo sash kis kadar tha buland

jo bichh gaya tere kadmo me aasmaan ki tarah

mera wazud hai jalte huye makan ki tarah

kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah

bula raha hai mujhe fir kisi badan ka basant

guzar na jaaye ye rut bhi kahi khizan ki tarah

mera wazud hai jalte huye makan ki tarah

kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah

Explore this song