Roman script

mile jabse sajan tose nain hai, piya tabse hi hum bechain hai

dil kho gaya tera ho gaya, dil kho gaya tera ho gaya jaanam

janejigar mujhse bachke kaha jayega

kabhi na kabhi jana hamara bhi jamana aayega

mere dilbar tu dauda chala aayega

kabhi na kabhi jana, kabhi na kabhi jana

mera dil ek mandir hai piya, diya prem ka maine jala liya

mujhe pyar kar sweekar kar, mujhe pyar kar sweekar kar sajna

ban ja tu mera to jivan savar jayega

kabhi na kabhi jana hamara bhi jamana aayega

mere dilbar tu dauda chala aayega

kabhi na kabhi jana, kabhi na kabhi jana

main hu dhadkan tu meri zindagi, tu hai ek samundar main nadi

lag ja gale mera dil jale, lag ja gale mera dil jale chaliya

jogi tu jogan ko kab tak yu tadapayega

kabhi na kabhi jana hamara bhi jamana aayega

mere dilbar tu dauda chala aayega

kabhi na kabhi jana, kabhi na kabhi jana

Explore this song