Roman script

kabhi khud pe, kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya

kabhi khud pe, kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya

baat nikli to har, ek baat pe rona aaya

baat nikli to har, ek baat pe rona

hum to samjhe the, ki ham bhul gaye hai unko

hum to samjhe the, hum to samjhe the ki ham bhul gaye hai unko

kya huya aaj, ye kis baat pe rona aaya

kya huya aaj ye, kis baat pe rona aaya 

kabhi khud pe, kabhi halat pe rona 

kisliye jite hai ham

kisliye jite hai ham, kis ke liye jite hai

baharawa aise, sawalat pe rona aaya 

baharawa aise, sawalat pe rona aaya, kabhi khud pe

kon rota hai kisi aur, ki khatir a dost

kon rota hai kisi aur, ki khatir a dost

sabko apni hi kisi, baat pe rona aaya

sabko apni hi kisi, baat pe rona aaya

kabhi khud pe, kabhi khud pe kabhi halat pe rona aaya

baat nikli to, har ek baat pe rona aaya

Explore this song