Roman script

kabhi khamosh baithogi kabhi kuchh gungunaugi 

main utna yaad aaoonga mujhe jitna bhulaugi

koi jab puch baithega khamoshi kaa sabab tumse

bahot samajahna chaahogi magar samjhaa na paogi
main utna yaad aaoonga mujhe jitna bhulaugi
kabhi khamosh baithogi kabhi kuchh gungunaugi 
kabhi duniya mukkamal banake aayengi nigaaho me

kabhi meri kami duniya ki har ek shey mein paogi
main utna yaad aaoonga mujhe jitna bhulaugi
kabhi khamosh baithogi kabhi kuchh gungunaugi

Song details

Song video

Watch on YouTube