Roman script

kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai

ke zindagi teri zulfo ki naram chhao me gujarane pati 

to shadaab ho bhi sakati thi

ye ranjo gam ki sayahi jo dil pe chhayi hai

teri nazar ki suao me kho bhi sakati thi

magar ye ho na saka

magar ye ho na saka, aur ab ye aalam hai

ki tu nahi tera gam teri zusatzu bhi nahi 

gujar rahi hai kuch is tarha zindagi jaise 

ise kisi ke sahare ki aarzu bhi nahi

na koi raah, na manjil, na roshani ka suraag

bhatak rahi hai andhero me zindagi meri

inhi andhero me rah jauga kabhi khokar

mai janata hu meri humnafaz, magar yu hi

kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai

Explore this song