Roman script

kabhi kabhi aisa bhi hua hai

kinare pe aate hi kisi ko kinara naa mila

kabhi kabhi aisa bhi hua hai

kinare pe aate hi kisi ko kinara naa mila

mila anchaha jeete raha re wo manmeet pyaraa naa mila

kabhi kabhi aisa bhi hua hai

kinare pe aate hi kisi ko kinara naa mila

kahan gyi beet re madhur vo din preet ke

kahan gyi beet re madhur vo din preet ke

bikhar gaye mere geet re

aisa lagta hai khushi ko yahan

pata hi humara naa mila

kabhi kabhi aisa bhi hua hai

kinare pe aate hi kisi ko kinara naa mila

Explore this song