Roman script

kabhi gham se dil lagaya, kabhi ashk ke sahare
kabhi shab gujari roke, kabhi gin ke chand tare
kabhi gin ke chand tare, kabhi gham se dil lagaya
ghame aashiki ke sadme, mujhe or dena humdam
ghame aashiki ke sadme, mere din gujr rahe hai 
teri yaad ke sahare, teri yaad ke sahare 
teri yaad ke sahare, kabhi gham se dil lagaya
gulsan prast mai hu, pahle chaman se kah do
gulsan prast mai hu, khune jigar se humne 
phulo ke rukh nikare, phulo ke rukh nikare
phulo ke rukh nikare, kabhi gham se dil lagaya
tujhe vasta khuda ka, jara dekh le idhr bhi
tujhe vasta khuda ka, ghabrake mar na jaye
shabe hijr gham ke mare, shabe hijr gham ke mare
shabe hijr gham ke mare, kabhi gham se dil lagaya

Song details

Song video

Watch on YouTube