Roman script

o mayya beta tujhko pukaare bholi maa 
o mayya beta tujhko pukaare bholi maa 
main to aan pada tere dware 
mujh par daya ki najar karo bholi maa 
mujh par daya ki najar karo bholi maa
barso se jo bichhde hai ab unke mel karwa de 
ab unke mel karwa de 
barso se jo bichhde hai ab unke mel karwa de 
dekho taras rahi hai mamta aakar gale laga de
dekho taras rahi hai mamta aakar gale laga de 
teen lok me shobha unki 
teen lok me shobha unki jinko tere sahaare bholi maa
o mayya beta tujhko pukaare bholi maa 
o mayya beta tujhko pukaare bholi maa 
main to aan pada tere dware 
mujh par daya ki najar karo bholi maa 
mujh par daya ki najar karo bholi maa 
song not complete

Song details

Song video

Watch on YouTube