Roman script

mere pyar me mere intzar me sach sach kaho tumne kya kiya 

kabhi bhula kabhi yaad kiya, kabhi bhula kabhi yaad kiya 

mere pyar me mere intzar me sach sach kaho dil ne kya kiya 

kabhi bhula kabhi yaad kiya, kabhi bhula kabhi yaad kiya 

kabhi bhula kabhi yaad kiya, kabhi bhula kabhi yaad kiya 

sar pe mere hath rakh tu mujhko bata ek baat 

kaise kate tere din, kaise kati teri raat 

kuchh main jali kuchh dil jala 

khud pe nahi koi bas chala aur batau kya saajan 

bechain dil ka main haal, pal pal tere liye royi 

mere deedar me sajna mere pyar me sach sach kaho tumne kya kiya 

kabhi bhula kabhi yaad kiya, kabhi bhula kabhi yaad kiya 

kabhi bhula kabhi yaad kiya, kabhi bhula kabhi yaad kiya 

jina nahi hai mujhe to nazro se ab dur hoke 

sab kuchh bhulaana hai mujhko teri mohabbat me khoke 

meri zindagi meri jaan tu, meri bekhudi arman tu 

sun le meri janejana in dhadkano ki sada ab na juda kabhi hona 

mere ikrar me sajni mere pyar me sach sach kaho dil ne kya kiya 

kabhi bhula kabhi yaad kiya, kabhi bhula kabhi yaad kiya 

kabhi bhula kabhi yaad kiya, kabhi bhula kabhi yaad kiya 

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song