Roman script

ho kabhi aaj kabhi kal ka bahana ho gaya

suno ji pyaar kiye hamko jamaana ho gaya 

naa to ab nahi hosh na kisi ki sharm 

are jaa re saiyaa dil to tera diwaana ho gaya 

ho kabhi aaj kabhi kal ka bahana ho gaya 

chhodi dhoti pahani patloon tere liye 

chhodi dhoti pahani patloon tere liye  

aur sutiyaa ka kiya khun tere liye 

aur sutiyaa ka kiya khun tere liye 

ab kahati ho tumhi main diwaana ho gaya 

ab kahati ho tumhi main diwaana ho gaya

suno ji pyaar kiye hamko jamaana ho gaya

naa to ab nahi hosh na kisi ki sharm 

jaa re saiyaa dil to tera diwaana ho gaya

naajuk kalaayi meri chhodo sawaariyaa 

hay re maar gayi teri najariyaa

naajuk kalaayi meri chhodo sawaariyaa

hay re maar gayi teri najariyaa 

chhodo ji chhodo hay mukh na modo

dekho dekho ji bahut tadpaana ho gaya 

ho kabhi aaj kabhi kal ka bahana ho gaya

suno ji pyaar kiye hamko jamaana ho gaya 

naa to ab nahi hosh na kisi ki sharm 

are jaa re saiyaa dil to tera diwaana ho gaya

Explore this song