Roman script

kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche

kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye

jane kaha kaha mujhe leke chali

jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila

laila nam ki taxy ko milte grahak bedhange

jeb me na ho futi kodi kangle bukhe nange

lekin aaj mili kismat se aisi mast sawari, sawari 

jis par meter, engine, exelator, breke wari

kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche

kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye

jane kaha kaha mujhe leke chali

jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila

kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche

kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye

pani or petrol barabar phir kyo ruk gayi laila

samjha sautan kyo baithi is karan ji hai maila

shak ki jaat badi aurat ki kon ise samjhaye, samjhaye

ghoda ghas se pyara kare to bolo kya khaye 

kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche

kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye

jane kaha kaha mujhe leke chali

jane kaha kaha mujhe leke chali meri laila meri laila

kabhi aage kabhi pichhe, kabhi upar kabhi niche

kabhi daye mud jaye, kabhi baye mud jaye

Explore this song