Roman script

kabhi yaado me aau, kabhi khwaabo me aau

kabhi yaado me aau, kabhi khwaabo me aau

teri palakn ke saaye me aakar jhilmilaau

mai woh khushbu nahi jo hawa me kho jaau

hawa bhi chal rahi hai, magar too hi nahi hai

fija rangin bani hai, kahaani keh rahi hai

mujhe jitana bhulaao mai utana yaad aau

kabhi yaado me aau, kabhi khwaabo me aau

jo tum naa milati, khota hi kya dhund lane ko

jo tum naa milati, khota hi kya dhund lane ko

jo tum naa hoti, hota hi kya dhund lane ko

meri amanat thi tum, meri amanat thi tum

meri mohabbat ho tum, tumhe kaise main bhulaau

kabhi yaado me aau, kabhi khwaabo me aau

teri palako ke saaye me aakar jhilmilaau

tadap rahe ho jamaane se muskaraane ko

tadap rahe ho jamaane se muskaraane ko

taras rahe ho jamaane se paas aane ko

teri dhadkano me baskar, teri dhadkano me baskar

teri saanson me reh reh kar, tumhe har pal sataau

kabhi yaado me aau, kabhi khwaabo me aau

teri palako ke saye me aakar jhilmilaau

mai woh khushbu nahi jo hawa me kho jaau

Explore this song