Roman script

kabhi aansu bahate hain, kabhi fariyad karte hain

arey bichhde huye sathi, tujhe hum yaad karte hain

kabhi aansu bahate hain

sahara dhundhte hain junglo me, tujh se milne ka

isi umeed par hum apne dil ko saad karte hain

arey bichhde huye sathi, tujhe hum yaad karte hain

kabhi aansu bahate hain

nahi malum ye humko, kahan manjil humari hai 

kahan manjil humari hai 

hain dur, badi dur, badi dur thikana

Explore this song