Roman script

kab talak shama jali yaad nahi kab talak shama jali yaad nahi 

shame gam kaise dhali, shame gam kaise dhali yaad nahi 

shame gam kaise dhali yaad nahi kab talak shama jali yaad nahi 

shame gam kaise dhali yaad nahi is kadar yaad hai apne the sabhi

is kadar yaad hai apne the sabhi is kadar yaad hai apne the sabhi

kisne kya chal chali kisne kya chal chali yaad nahi 

kisne kya chal chali yaad nahi kab talak shama jali yaad nahi 

shame gam kaise dhali yaad nahi 

hum zamane me kuch aise bhatke hum zamane me kuch aise bhatke 

hum zamane me kuch aise bhatke ab to unki bhi gali yaad nahi 

yaad nahi shame gam kaise dhali yaad nahi  

abar tha zam tha par aap na the

abar tha zam tha, oo ho oo ho oo ho

abar tha zam tha par aap na the  

abar tha zam tha par aap na the

wo ghadi kaise tali wo ghadi kaise tali yaad nahi  

wo ghadi kaise tali yaad nahi  

kab talak shama jali yaad nahi 

shame gam kaise dhali yaad nahi 

kat gayi umar kisi tarha kati

kat gayi umar kisi tarha kati

kat gayi umar kisi tarha kati

wo buri thi wo buri thi haye wo buri thi 

wo buri thi ke bhali yaad nahi

kab talak shama jali yaad nahi

kab talak shama jali yaad nahi 

shame gam kaise dhali shame gam kaise dhali  

shame gam kaise dhali shame gam kaise dhali  

shame gam kaise dhali yaad nahi

Explore this song