Roman script

kab se milan ki lgan lagi 

kab se milan ki lgan lagi 

saare badan mein agan lagi 

aur na tarsa mujpe pyar barsa 

ho piya ho piya 

kab se milan ki lgan lagi 

saare badan mein agan lagi 

sagar kinare mai pyasi khadi mai pyasi khadi 

piya tere hote udasi khadi birha ki pida 

kab tak sahu tak sahu unse na kahu 

to mai kisse kahu unse na kahu to mai kisse kahu 

kab se milan ki lgan lagi 

saare badan mein agan lagi 

aur na tarsa mujpe pyar barsa 

ho piya ho piya 

kab se milan ki lgan lagi 

saare badan mein agan lagi 

kya hai khata meri ye to bata ye to bata 

door door rhke na mujko tarsa 

had se kahi na guzar jau mai guzar jau mai 

pyasi ki pyasi na mar jau mai 

pyasi ki pyasi na mar jau mai 

kab se milan ki lgan lagi 

saare badan mein agan lagi 

aur na tarsamujpe pyar barsa 

ho piya ho piya ho piya ho piya

Explore this song