Roman script
kya pata kab kaha se maregi zindagi kya pata kab kaha se maregi zindagi bas ke main zindagi se darta hoon bas ke main zindagi se darta hoon maut ka kya hai ek bar maregi oh piche se jab koi aawaz de andhere mein jab koi panchi ude main darta hoon, main darta hoon pani mein jab roz sooraj bujhe darta hoon andhere ki aankh se hairan hoon zindagi se kya pata kab kaha se maregi zindagi bas ke main zindagi se darta hoon bas ke main zindagi se darta hoon maut ka kya hai ek bar maregi
Song details
- Singer: K. K.
- Film / album: Drishyam (2015)
- Composer: Vishal Bhardwaj
- Lyricist: Gulzar
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Tabu
- Actor: Shriya Saran
- Actor: Rajat Kapoor
- Actor: Ishita Dutta
- Actor: Mrinal Jadhav