Roman script

aankh naa milti, paas na aate

chahat ka ijhaar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

aankh naa milti, paas na aate

chahat ka ijhaar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

raah parayi jo apnayi

dur huyi apni manjil

aaya wo tufan ke jisme

dub gaya dil ka saahil

bhul na hoti hamse jo aisi

jivan ek majhdhar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

ashko se jo mit na paaye

daaman par wo dag laga

hamko kitni der me sab kuch

khone ka ehsaas huwa

pachtaave ki aag na jalti

sine me armaan na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

aankh naa milti, paas na aate

chahat ka ijhaar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

kash ye pyar na hota

Explore this song