Roman script

kaash hum juda na hote kabhi alwida na kahte 

chaha nahi tha phir bhi pada humko jana 

tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana 

hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana

bel jo aangan me thi phul wo laati hogi 

chunte to honge kaliyaa 

hum nahi hai to phir bhi mahfile sajti hongi 

suni na hongi galiyaa 

aise me thodi si aankhe bhar lana 

kaash hum juda na hote kabhi alwida na kahte 

chaha nahi tha phir bhi pada humko jana 

tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana 

hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana

tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana 

hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana

samne aati hogi koi bhi meri nishaani 

yu hi kahi chalte firte 

dil tadap jaata hoga dekh ke sukhe patte 

shaakh se ped ki girte

aisa to hota hai dil ko samjhaana  

kaash hum juda na hote kabhi alwida na kahte 

chaha nahi tha phir bhi pada humko jana 

tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana 

hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana

tum humko yaad rakhana kabhi dil se na bhulana 

hum paas ho ya na ho hume pyar se bulana

hum paas ho ya na ho, hume pyar se bulana

hume pyar se bulana, hume pyar se bulana

Explore this song