Roman script

kanto me fasa aanchal julfo me fasa ye dil haye ho gayi mushkil

ek jaal me do panchi dono huye ghayal haye ho gayi mushkil

kanto me fasa aanchal julfo me fasa ye dil haye ho gayi mushkil

ek jaal me do panchi dono huye ghayal haye ho gayi mushkil

ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi rar bhi

jhuki jhuki nazro me hai jara jara pyar bhi

ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi rar bhi

jhuki jhuki nazro me hai jara jara pyar bhi

jara jara pyar surat hai badi bholi 

andaz bade katil haye ho gayi mushkil

kanto me fasa aanchal julfo me fasa

ye dil haye ho gayi mushkil

are are kaha chal diye

are are dil ko leke chali kaha gori re

khuli teri bate sari khuli teri chori re

are are dil ko leke chali kaha gori re

khuli teri bate sari khuli teri chori re khuli teri chori

le bol uthe ghunguru le bajne lagi payal haye haye ho gayi mushkil

le bol uthe ghunguru le bajne lagi payal haye ho gayi mushkil

kanto me fasa aanchal julfo me fasa ye dil haye ho gayi mushkil

ek jal me do panchi dono ho gaye ghayal haye ho gayi mushkil

Explore this song