Roman script

kanch ke badan liye maine 

kanch ke badan liye maine 

dekar man ke sacche moti 

pata na tha hire wali 

mohit haridy pe nahi hoti 

kanch ke badan liye main e

nishan nahi rahta hai koi 

panchi jo gujare ambar se 

nishan nahi rahta hai koi 

panchi jo gujare ambar se 

banti nahi pani pe lakire 

kashti jo gujre sagar se 

tera man kyun yad karega 

tera mab kyun yad karega 

chala jo main tere dar se 

kanch ke badan liye maine 

ada thi uski sab se milna 

aadat me muskana tha 

ada thi uski sab se milna 

aadat me muskana tha 

vakt katna tha fursat ka 

chahat ka to bahana tha 

wo to meharban hi nikla 

wo to meharban hi nikla 

mahbub ke jisko mana tha 

kanch ke badan liye maine 

kanch ke badan liye maine 

dekar man ke sacche moti 

pata na tha hire wali 

mohit haridy pe nahi hoti 

kanch ke badan liye maine

kanch ke badan liye maine

Explore this song