Roman script

kaali raat aayi nahi shor tha

chupke chupke aaya wo kala chor tha

kaali raat aayi nahi shor tha

chupke chupke aaya wo kala chor tha

lala ke kamre me pahuncha lala ghabraye

hatho se munh band kiya chilla bhi na paye

uske to char sathi the

chuhe se nahi jaise hathi the

lala ji ko gher liya

wo sab utpati the hey hey

kaali raat aayi nahi shor tha

chupke chupke aaya wo kala chor tha

la la la la la la

la la la l l la

do choro ne baahe pakdi

do choro ne pair

lala ji ki aankh pe patti baandh ke bola khair

bol kahan ghar ki chabhi hai

baba mujhe nahi malum

jhuth bolta hai na na

bol kahan ghar ki chabhi hai

chor bhaiya kho gayi chabhi hai

chatni main bana dunga ya deni chabhi hai, hey hey

kaali raat aayi nahi shor tha

chupke chupke aaya wo kala chor tha

chor ne lala ki pocket se chabhi layi li sir

khol de chori ka tala sab hadap kar liyo maal

bhag gaya mote saand sa

jaag gaya chaukidar tha

char chor chillakar bole bhag fata fat

fata fat bhag, fata fat fata fat ja

kaali raat aayi nahi shor tha

chupke chupke aaya wo kala chor tha

kaali raat aayi nahi shor tha

chupke chupke aaya wo

Explore this song