Roman script

kaali kaali ratiyaan kaali kaali ratiyaan

yaad sataaye, yaad sataaye

kaali kaali ratiyaan yaad sataaye sudh bisaraayi meri

dun main duhaayi teri haaye more baalama

kaali kaali ratiyaan yaad sataaye

ratiya suhaani bhule batiya puraani bhule

de ke nishaani bhule prit kahaani bhule

ratiya suhaani bhule batiya puraani bhule

de ke nishaani bhule prit kahaani bhule

manwa mein chain nahi katati ye rain nahi

sudh bisaraayi meri dun mein duhaayi teri

haaye more baalama kaali kaali ratiyaan yaad sataaye

chupke se chhod gaye manawa ko tod gaye

itna bata do saiya itna bata do saiya

kaahe mukh mod gae akhiyo se dur piya

akhiyon se dur piya hua majbur jiya

sudh bisaraayi meri dun mein duhaayi teri

haaye more baalama kaali kaali ratiyaan yaad sataaye

Explore this song