Roman script

aankho aankho me pila di mere saqi ne mujhe 
ab na shishe ki jarurat na paimane ki 
kali kali kali ghata chhai hai 
ha ji ghata chhai hai 
julfe saqi saqi mujhe yad aai 
hai mujhe yad aai 
gudguda deti hai khyal 
deti hai dil ko jalim hai
deti hai dil ko 
shokh kitani kitani angadai hai 
han teri angadai hai 
han teri angadai 
hum hai bimar bimar ae mohabbat 
jab se na masiha hua 
masiha hua na masihai 
masiha hua na masihai 
masiha hua na masihai 
kali ghata chhai hai

Song details

Song video

Watch on YouTube