Roman script

kaali kaali raat re

kaali kaali raat re dil bada sataye 

kaali kaali raat re dil bada sataye 

teri yaad aaye

teri yaad aaye

kaali kaali raat re dil bada sataye 

kaali kaali raat re dil bada sataye 

teri yaad aaye

teri yaad aaye

jhutho se pyar kiya hoye kya kiya

sare jahan ka dukh le liya

jhutho se pyar kiya hoye kya kiya

sare jahan ka dukh le liya

ab ro ro sawan jaye

kaali kaali raat re dil bada sataye 

kaali kaali raat re dil bada sataye 

teri yaad aaye

teri yaad aaye

bheegi bheegi palako ki laaj tere hath hai

tu to gaya hai teri yaad mere sath hai

bheegi bheegi palako ki laaj tere hath hai

tu to gaya hai teri yaad mere sath hai

jo dil ko dhir bandhaye

kaali kaali raat re dil bada sataye 

kaali kaali raat re dil bada sataye 

teri yaad aaye

teri yaad aaye

Explore this song