Roman script

khoon mein dharti nahaaye aag barse aasmaan se

hain kasam mujhko tumhaari main ladunga main ladunga

jung jitne rang badle das badale dhan badle

kwaahishe mit jaaye gum ho sapne apne

khoon mein dharti nahaaye aag barse aasmaan se

hain kasam mujhko tumhaari main ladunga main ladunga

kaal ke antim palon tak kaal ki antim ghadi tak

hain kasam mujhko tumhaari main ladunga main ladunga

kaal ke antim palon tak kaal kiantim ghadi tak

hain kasam mujhko tumhaari main ladunga main ladunga

jism marte hai na marti aatma 

phool marta hai na marta baagba

saamne hai desh hai apna aasamaan

saamne hai desh hai apna aasamaan

khoon mein dharti nahaaye

aag barse aasmaan se

hain kasam mujhko tumhaari

main ladunga main ladunga

kaal ke antim palon tak 

kaal ki antim ghadi tak

hain kasam mujhko tumhaari 

main ladunga main ladunga

kaal ke antim palon tak 

kaal ki antim ghadi tak

hain kasam mujhko tumhaari 

main ladunga main ladunga

Explore this song