Roman script

kaaga chhat per shor machaye

rah rah kar mujhe hichki aaye

kaaga chhat per shor machaye

rah rah kar mujhe hichki aaye

dekh lena aaj dekh lena aaj

sandesha yaar ka aayega 

sandesha yaar ka aayega

sandesha mere yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega

kaaga chhat per shor machaye

rah rah kar mujhe hichki aaye

dekh lena aaj dekh lena aaj

sandesha yaar ka aayega 

sandesha yaar ka aayega

sandesha mere yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega

barsegi sukh ki barkha bitenge din intzaar ke

viraan si aankho me jaage hai sapne intzaar ke

barsegi sukh ki barkha bitenge din intzaar ke

viraan si aankho me jaage hai sapne intzaar ke

ab saawan mohe raas naa aaye dard judai ka mit jaayeab saawan mohe raas naa aaye dard judai ka mit jaaye

dekh lena aaj dekh lena aaj

sandesha yaar ka aayega 

sandesha yaar ka aayega

sandesha mere yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega

chhup chhup ke likhi hogi usne kahani us raat ki

kagaj me khushbu hogi mehandi wale uske haath ki

chhup chhup ke likhi hogi usne kahani us raat ki

kagaj me khushbu hogi mehandi wale uske haath ki

raat suhani git sunaye diwana dil ye samjhaye

raat suhani git sunaye diwana dil ye samjhaye

dekh lena aaj dekh lena aaj

sandesha yaar ka aayega 

sandesha yaar ka aayega

sandesha mere yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega

chahat ne li angdaai mahki hai meri tanhaai

sapno ke prem nagar me gunji khushi ki shahnaai

chahat ne li angdaai mahki hai meri tanhaai

sapno ke prem nagar me gunji khushi ki shahnaai

jab bhi hwaa ka jhonka aaye uske badan ki khushbu laaye

jab bhi hwaa ka jhonka aaye uske badan ki khushbu laaye

dekh lena aaj dekh lena aaj

sandesha yaar ka aayega 

sandesha yaar ka aayega

sandesha mere yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega

kaaga chhat per shor machaye

rah rah kar mujhe hichki aaye

kaaga chhat per shor machaye

rah rah kar mujhe hichki aaye

dekh lena aaj dekh lena aaj

sandesha yaar ka aayega 

sandesha yaar ka aayega

sandesha mere yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega 

sandesha yaar ka aayega

sandesha mere yaar ka aayega

sandesha yaar ka aayega

Explore this song