Roman script

kya haseen shaam hai 
khush hai jaam hai 
meri aankho se 
do ghuth pile 
mehki julfo ke saaye me 
aa jee le 
kya haseen shaam hai 
bhul kar yeh jahan 
aaj bhi is kadar 
hosh dhunde tuje 
umar bhar humsafar 
jhum kar muskra 
la la la la la la 
la la la la la la 
kya haseen shaam hai 
tham lu mai tujhe 
meri baahon me aa 
khawab ban ke meri 
in nigaaho me aa 
dil ki raaho pe aa 
la la la la la la 
la la la la la la 
kya haseen shaam hai 
khush hai jaam hai 
meri aankho se 
do ghuth pile 
mehki julfo ke saaye me 
aa jee le 
kya haseen shaam hai

Song details

Song video

Watch on YouTube