Roman script

kaa karu sajani, aaye na baalam

kaa karu sajani, aaye na baalam

khoj rahi hai piya pardesi ankhiya 

khoj rahi hai piya pardesi ankhiya, aaye na baalam

kaa karu sajani, aaye na baalam

jab bhi koi aahat hoye, manva mora bhaage

dekho kahi tute nahi, prem ke ye dhaage

ye matvaari prit hamari chhupe na chhupaaye 

chhupe na chhupaaye

saavan ho tum mai hu tori badariya, aaye na baalam

kaa karu sajani, aaye na baalam

bhor bhayi aur sanjh dhali re, samay ne li angadai

ye jag saara nind se haara, mohe nind na aayi

mai ghabraau, dar dar jaau, aaye vo na aaye 

aaye vo na aaye 

radha bulaaye kaha khoye ho kanhaiya, aaye na baalam

kaa karu sajani, aaye na baalam

Explore this song