Roman script

ka karu sajni aaye naa baalam
ka karu sajni aaye naa baalam 
tadpat vidhi more un bin ratiya aaye naa baalam
ka karu sajni aaye naa baalam
tadpat vidhi more un bin ratiya aaye naa baalam
ka karu sajni aaye naa baalam
baalam, baalam, baalam
rovat rovat kal nahi aa
tadpat tadpat mohe ram kal nahi aaye
nisdin mohe birha sataye
yad aavat jab unki batiya aaye na baalam
ka karu sajni aaye naa baalam
ka karu sajni aaye naa baalam 
tapat vidhi more un bin ratiya aaye naa baalam
ka karu sajni aaye naa baalam

Song details

Song video

Watch on YouTube