Roman script

Teri meri ye aarzoo

Kahi ankahi justajoo

Abhi abhi jaagi jo so rahi thi

Kahe kahe khamoshiyaa’n

Kaisi ye nazdeeqiyaa’n

Abhi abhi mili jo kho rahi thi

Dil ki baate dil se keh do naa

Door naa jaa paas reh lo na

Yeh jawani ki kahani

Bezubaani keh naa jaaye hum

Bekaboo ooo….

Hum aur tum dekho ho rahe hai

Bekaboo ooo….

Khwabo’n ke rang bhi ho rahe hain

Bekaboo ooo….

Hum aur tum dekho ho rahe hai

Bekaboo….

Jaane anjaane mekya ho gaya

Hum nahi maane par dil kho gaya

Jaane anjaane mekya ho gaya

Hum nahi maane par dil kho gaya

Yeh umr hi aisi hai soyi shayari jaisi hai

Thodi aisi thodi waisi

Jawani ki kahani Bezubaani keh naa jaaye hum

Bekaboo ooo….

Hum aur tum dekho ho rahe hai

Bekaboo ooo….

Bekaboo ooo….

Khwabo’n ke rang bhi ho rahe hain

Bekaboo ooo….

Hum aur tum dekho ho rahe hai

Bekaboo…. (x3 times)

Khwabo’n ke rang bhi ho rahe hain

Bekaboo ooo….

Hum aur tum dekho ho rahe hai

Bekaboo….

Explore this song