Roman script

just luv me just luv me
main akela main akela 
mere chaaro taraf 
hasino kaa hasino kaa mela
just luv me just luv me
main akela main akela 
mere chaaro taraf 
hasino kaa hasino kaa mela
chaar din kee kahaanee
chaar din jindagaanee
jaake phir naa aaye 
khubsurat javaanee
ladkiya ladkiya goriya kaliya
baaho me aa tujhako bhar lu 
aaj toh main pyaar kar lu
jaaneman kal kaa bharosa hai kya
just luv me just luv me
jaanatee duneeya saaree 
husn kaa main pujaaree
meree ada toh juda hai 
har ladki mujhpe fida hai
mastiya mastiya har taraf shokhiya
main aawaara main shaydhaayee 
thoda thoda main harjaayee
itna toh bata iss me buraayee hai kya
just luv me just luv me
main akela main akela 
mere chaaro taraf 
hasino kaa hasino kaa mela
just luv me just luv me
main akela main akela 
mere chaaro taraf 
hasino kaa hasino kaa mela
just luv me just luv me
just luv me
lyrics typed by: neha gupta

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Salman Khan, Bipasha Basu