Roman script

arey jumme ki raat hai 

arey jumme ki raat hai chume ki baat hai

allah bachaaye mujhe tere war se

jumme ki raat hai chume ki baat hai

allah bachaaye mujhe tere waar se

jaane kya hona hai jaane kya khona hai

teri jawaani toh jaadu hai tona hai

jalwon mein aandhi hai aandhi mein toofaan hai

karde na mujhko tabaah

saari ki saari hai tu golabaari

ki mushqil hai khud ko bachana

maar hi na daale meri jaan nikaale

uff allah bachaaye mujhe haaye tere pyaar se

arey jumme ki raat hai

chumme ki baat hai

allah bachaaye mujhe tere waar se

maana tujh mein gazab ka nashaa

tujhpe koi bhi hoga fidaa

lekin naa khel dil se mere

main toh dil se bhi hoon sirphira

ik main baat kahun do pal saath rahun

phir main agle hi pal hoon hawa

kiya jo kuch bhi kahin

mujhe kuch yaad nahi

karun main kya yeh mujhe tu bta

saari ki saari hai tu golabaari

ki mushqil hai khud ko bachaana

maar hi na daale meri jaan nikaale

uff allah bachaaye mujhe haaye tere pyaar se

jumme ki raat hai chume ki baat hai

allah bachaaye mujhe tere waar se

hey jaanu teri main bemaaniyan

chaahe karle tu shaitaaniyaan

zidd pe ad jaaungi aaj main

ab karungi main manmaaniyaan

nazrein tujhpe meri le loon main jaan teri

pichha na chhod un tera, main yahaan

pyaar mein dungi sazaa mujhse bachke tu dikha

aaj tu jaane waala hai kahaan

saari ki saari hai tu golabaari

ki mushqil hai khud ko bachaana

maar hi na daale meri jaan nikaale

uff allah bachaaye mujhe haaye tere pyaar se

arey jumme ki raat hai chumme ki baat hai

allah bachaaye mujhe tere waar se

Explore this song