Roman script

julfein khol khaal ke jhuth bol baal ke

julfein khol khaal ke jhuth bol baal ke

aayi hoon milne tujhe saawariya 

aayi hoon milne tujhe

o taale tod taad ke, sab kuchh chhod chhaad ke

taale tod taad ke, sab kuchh chhod chhaad ke

aaya hai milne tujhe saawariya

aaya hai milne tujhe

kya mastaani raat hai, tera mera saath hai

behke se armaan hai uff kya mulaakaat hai

khwaabon ki baaraat hai, chaahat ki barsaat hai

aaja keh du baalma honto pe jo baat hai

o pallu daal vaal ke sab kuchh dekhbhaal ke

pallu daal vaal ke sab kuchh dekhbhaal ke

aayi hoon milne tujhe saawariya 

aayi hoon milne tujhe

o taale tod taad ke, sab kuchh chhod chhaad ke

aaya hai milne tujhe saawariya

aaya hai milne tujhe

yun na bekaraar kar thoda intjaar kar

aisi jaldi kya padi pehle mujhko pyaar kar

hey naino se na vaar kar jid na aise yaar kar

bechaini pehchaan le ab na inkaar kar

o raste ghum ghaam ke puri dhumdhaam se

raste ghum ghaam ke puri dhumdhaam se

aaya hai milne tujhe saawariya

aaya hai milne tujhe

julfein khol khaal ke jhuth bol baal ke

aayi hoon milne tujhe saawariya 

aayi hoon milne tujhe

Explore this song