Roman script

juda hoke tumse kidhar jayenge 
juda hoke tumse kidhar jayenge 
judayi me ro ro ke mar jayenge 
juda hoke tumse kidhar jayenge 
judayi me ro ro ke mar jayenge 
juda hoke tumse kidhar jayenge 
har ek dard kwara hai pyar ka mujhko 
har ek dard kwara hai pyar ka mujhko 
magar judayi ki na dena tum saja mujhko 
magar judayi ki na dena tum saja mujhko 
mere dil ke tukde bikhar jayenge 
mere dil ke tukde bikhar jayenge 
judayi me ro ro ke mar jayenge 
juda hoke tumse kidhar jayenge 
tumhare sath hi jeena hai sath hi marna 
tumhare sath hi jeena hai sath hi marna 
kasam wafa ki na dil se hume juda karna 
kasam wafa ki na dil se hume juda karna 
hum apne hi saye se dar jayenge 
hum apne hi saye se dar jayenge 
judayi me ro ro ke mar jayenge 
juda hoke tumse kidhar jayenge 
na chain aayega mujhko haseen nazaro me 
na ji lagega tumhare bina baharo me 
na chain aayega mujhko haseen nazaro me 
na ji lagega tumhare bina baharo me 
na ji lagega tumhare bina baharo me 
sitaro ke chehre utar jayenge 
sitaro ke chehre utar jayenge 
judayi me ro ro ke mar jayenge 
juda hoke tumse kidhar jayenge 
judayi me ro ro ke mar jayenge 
juda hoke tumse kidhar jayenge

Song details