Roman script

kisi ko chahu tumhare siva 

khuda na kare

kisi ko chahu tumhare siva 

khuda na kare

ho aur bhi koi dil ka khuda 

ho aur bhi koi dil ka khuda 

khuda na kare 

kisi ko chahu tumhare siva 

khuda na kare

jo zindgi banke tum mile to 

aisa mujhe laga 

aisa mujhe laga 

tumhi to dil me dhadkte ho 

dhadkano ki jagah 

dhadkano ki jagah 

tumhara pyar ho dil se juda 

tumhara pyar ho dil se juda 

khuda na kare

kisi ko chahu tumhare siva 

khuda na kare

tumhare dil me wafa ke jannat 

dekhi sada sanam  

dekhi sada sanam  

tumhari aankho me apni surat 

dekhi sada sanam  

dekhi sada sanam  

main dekhu aur koi aaye na 

main dekhu aur koi aaye na 

khuda na kare 

kisi ko chahu tumhare siva 

khuda na kare

kisi ko chahu tumhare siva 

khuda na kare

Explore this song