Roman script

josh mein aa jaaon hosh mein aa jaaon

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

zulm ki bediya todenge zaalimon ko nahi chhod enge

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

saare chor chor dekhenge ham mein kitna zor hain

ham bhi chot khake rokenge yeh toh apna daur hain

josh mein aa jaaon hosh mein aa jaaon

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

zulm ki bediya todenge zaalimon ko nahi chhod enge

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

desh ko bas jagana hai desh ko hai bachana

punya gar jo kamana hai paap ko tu mita

desh ko bas jagana hai desh ko hai bachana

punya gar jo kamana hai paap ko tu mita

kya hoga tauba hai tauba hai beimaani shaitaani dhoka hai 

kya hoga tauba hai tauba hai beimaani shaitaani dhoka hai 

nikhra nikhra hai aasmaan nikhri nikhri hai yeh zameen

jo so gaye hai unko jagana hai 

josh mein aa jaaon hosh mein aa jaaon

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

zulm ki bediya todenge zaalimon ko nahi chhod enge

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

saare chor chor dekhenge ham mein kitna zor hain

ham bhi chot khake rokenge yeh toh apna daur hain

josh mein aa jaaon hosh mein aa jaaon

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

zulm ki bediya todenge zaalimon ko nahi chhod enge

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

daulaton ko chhupata hai aisa hua zamana

de raha hai deewana kyon aag ko yun hawaa

daulaton ko chhupata hai aisa hua zamana

de raha hai deewana kyon aag ko yun hawaa

anjaam kya hoga socha hai kya aage kya peeche dekha hai

anjaam kya hoga socha hai kya aage kya peeche dekha hai

chhoti si hai yeh zindagi puri karni hai har khushi 

jo so gaye hai unko jagana hai josh mein aa jaaon

hosh mein aa jaaon himmatein hai jawaan

maarenge maa kasam zulm ki bediya todenge

zaalimon ko nahi chhod enge himmatein hai jawaan

maarenge maa kasam

saare chor chor dekhenge ham mein kitna zor hain

ham bhi chot kha ke rokenge yeh toh apna daur hain

josh mein aa jaaon hosh mein aa jaaon

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

zulm ki bediya todenge zaalimon ko nahi chhod enge

himmatein hai jawaan maarenge maa kasam

Explore this song