Roman script

julfo walo se
na bhul ke bhi pyar kijiye ji
julfo walo se
oye muchho walo pe 
oye muchho walo pe 
kabhi na aitbaar kijiye ji 
muchho walo pe 
muchho walo pe 
kabhi na aitbaar kijiye ji 
muchho walo pe 
julfo walo se
na bhul ke bhi pyar kijiye ji
julfo walo se
o pichhe pichhe aayenge maare maare aap hi
o pichhe pichhe aayenge maare maare aap hi
naak ragdenge dar pe humare aap hi
dar pe humare aap hi
dar pe humare aap hi
bhikh maange to bhi
ae ji bhikh maange to bhi
jutiya nisar kijiye ji 
muchho walo pe 
muchho walo pe 
kabhi na aitbaar kijiye ji 
muchho walo pe 
kiske dum se hasino ki ye aan baan hai
kiske dum se hasino ki ye aan baan hai
muchho walo ka inpe to ahsaan hai
inpe to ahsaan hai
inpe to ahsaan hai
are karke ahsaan dekh liya
karke ahsaan gaaliya hazaar lijiye ji
julfo walo se
julfo walo se
na bhul ke bhi pyar kijiye ji
julfo walo se
ho jabse duniya bani hai bas takrar hai yahi
ho jabse duniya bani hai bas takrar hai yahi
hum to kahte hai yaaro ke pyar hai yahi
aji ha pyar hai yahi
are ha pyar hai yahi
agar ye pyar hai to 
haye haye are are
agar ye pyar hai to 
tohfa hazaar kijiye
julfo walo se
muchho walo pe 
julfo walo se
na bhul ke bhi pyar kijiye ji
julfo walo se
muchho walo pe 
kabhi na aitbaar kijiye ji 
muchho walo pe

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shamshad Begum, Mohammed Rafi