Roman script

johny ko maine to jana hai aaj ho

johny ko maine to jana hai aaj

jhutha hai ye dil ka sacha nahi are 

johny ko maine to jana hai aaj

jhutha hai ye dil ka sacha nahi

are lo jinki khatir bane hai bure hum

wo hi kahe johny acha nahi

are johny ko maine to jana hai aaj

jhutha hai ye dil ka sacha nahi

khele jua or piye sharab

iske hai sare kam kharab

tuk tuk dekh raha hai kaisa bechara jawan

matlab ka gussa ye matlab ka pyar

jiniya na samjhu mai itna kacha nahi

are johny ko maine to jana hai aaj

jhutha hai ye dil ka sacha nahi

do nahi tana mere huzur

mana ke lakh mai hu majbur

ho karza tera utarunga mai

marne se pahle jarur

are ja ja samjhti hu sab teri bate

mai bhi syani hu bacha nahi

are johny ko maine to jana hai aaj

jhutha hai ye dil ka sacha nahi

are lo jinki khatir bane hai bure hum

wohi kahe johny acha nahi

Explore this song