Roman script

joban ki bagiya mahki mahki
mahak utha jag sara
joban ki bagiya mahki mahki
mahak utha jag sara
mere man ki maina chahki chahki
chahak utha jag sara
mere man ki maina chahki chahki
chahak utha jag sara
ha joban ki bagiya mahki mahki
mahak utha jag sara
ha joban ki bagiya 
man megh aur joban kasturi
mahke aur mahkaaye
man megh aur joban kasturi
mahke aur mahkaaye
mahke aur mahkaaye
ha mahke aur mahkaaye
paakar bhi vo usko khoje
paakar bhi vo usko khoje
khoj khoj me jaaye
paakar bhi vo usko khoje
khoj khoj me jaaye
aise man koi aasha bhatke
aise man koi aasha bhatke
aise man koi aasha bhatke
aise man koi aasha bhatke
jaise hiran bechara
jaise hiran bechara
joban ki bagiya mahki mahki
mahak utha jag sara
joban ki bagiya mahki mahki
mahak utha jag sara
mere man ki maina chahki chahki
chahak utha jag sara
mere man ki maina chahki chahki
chahak utha jag sara
ha joban ki bagiya mahki mahki
mahak utha jag sara
ha joban ki bagiya

Song details

Song video

Watch on YouTube