Roman script

jo tumhen pyar de sake apna

jo tumhen pyar de sake apna

aisa ek dil talash kar lena

jo tumhen pyar de sake apna

aisa ek dil talash kar lena

main to bhatka hua mushafir hun

apni manzil talash kar lena

jo tumhen pyar de sake apna

aisa ek dil talash kar lena

tum mere saath chal na paaoge

tum mere saath chal na paaoge

meri raaho me sirf kante hain

meri raaho me sirf kante hain

phul barse phul barse

phul barse tumhare daaman par

aisi mehfil talash kar lena

phul barse tumhare daaman par

aisi mehfil talash kar lena

jo tumhen pyar de sake apna

aisa ek dil talash kar lena

dub jaana naseeb hain mera

dub jaana naseeb hain mera

alvida aakhari salaam tumhen

dub jaana naseeb hain mera

alvida aakhari salaam tumhen

tum na aana tum na aana

tum na aana kareeb tufaan ke

koi saahil talash kar lena

tum na aana kareeb tufaan ke

koi saahil talash kar lena

main to bhatka hua mushafir hun

apni manzil talash kar lena

jo tumhen pyar de sake apna

aisa ek dil talash kar lena

jo tumhen pyar de sake apna

aisa ek dil talash kar lena

aisa ek dil talash kar lena

Explore this song